सत्ता और प्रतिभा

यूं तो प्रतिभा और सत्ता में कोई सीधा रिश्ता नहीं। लेकिन अगर आप प्रतिभाहीन है तो सत्ता से इसकी भरपाई कर सकते हैं। सत्ता मिलते ही आपके इर्दगिर्द इतने दुम हिलानेवाले जुट जाएंगे कि आपको कभी भान ही नहीं होगा कि आप में प्रतिभा नहीं है।

1 Comment

  1. Jitne bhi pratibhahin vyakti hote h unko yek baat to thik thik se kanthasth h ki yekjutata mai bahut sackti hoti h. jese ki har koi yek dusre ko bachata rahta h . aur bholi janta ko yek hone dete nahi….kanun ka fanda bichhai rahte h . bholi janta ko kanha furshat is sab jhamelo se . yek din bhi ruk jai to pariwar beth jai . DAYABHAV KIS PANCHHI KA NAAM H BHAI !!! Sabki apni apni line h jiwan yaapan karne ki .bahuto mai se iske alawa kanhi settle bhi to nahi ho payenge unka bhi ye apna gyan rakhte h .service ya byaapar jamane mai yek alag samjh ki jarurat hoti h . yeh chapter hi alag h . kaun matha lagai…isme…jo raah wo pakre h …2..3 yrs mai 7 pust ko balle balle kar dene ka mauka mil jata h . Dimak to h bhai isme koi do rai nahi . jai bharatmata ji ki !!! Aadmi aaj kitna swarthi ho gaya h . KARUNA aur SADBHAVNA aeivam PREMBHAWANA kanha tirohit ho gai h HEY BAPU JI ….

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *