हम अपनी समस्याओं को लेकर इतने आक्रांत रहते हैं कि होश ही नहीं रहता कि दूसरे की समस्याएं क्या हैं। अरे बंधु! ध्यान रखें कि इस जहान में समस्याओं से मुक्त कोई नहीं। हां, सबकी समस्याओं की सघनता और स्तर जरूर अलग-अलग है।
2012-07-16
हम अपनी समस्याओं को लेकर इतने आक्रांत रहते हैं कि होश ही नहीं रहता कि दूसरे की समस्याएं क्या हैं। अरे बंधु! ध्यान रखें कि इस जहान में समस्याओं से मुक्त कोई नहीं। हां, सबकी समस्याओं की सघनता और स्तर जरूर अलग-अलग है।
© 2010-2020 Arthkaam ... {Disclaimer} ... क्योंकि जानकारी ही पैसा है! ... Spreading Financial Freedom
Jiwan h to samasyai to rahegi hi .samsyai yesi koi hauwa nahi jo praytn aur sankalp se dur n ho . mukhyatah apna yeh sunder samaj ke mulya aur buniyaadi niv kamjor hote hue dhah si gai h . yek vyakti dusre vyakti ko kamjor kar raha h.aapas ka bharosha tutate ja raha h.nahi to pahale yek dusre ki waqt ke samai koi bhi kaam aa jata tha bina jaan pahichan hue bina bhi . par aaj haalaat yesi h ki mai kyo paru dusre ke matter mai !!! isliye aadmi akela jujh raha h samasya se . yedi hriday se aaj bhi har kisi ke kaam aata rahe to samasya kaha h !!! vo to solve ho gai chat minto mai . sabhi manusya kya…. ya… yeh kah sakte h ki pura brahmand bhi yek dusre ke sahare khara h .aaj bhi yedi bachapan se jawani tak abhiwahak anushasan se apne apne bacho ko sharirik , mansik aur aadhyatmik disha pradaan karte rahe to aane wala samai GOLD ka ho sakta h . pashchimi kusabhyata ke prawah mai sab dub raha h . mobile , facebook , internet ,tv aadi ne komal bhawanao ko jo nuksan pahucha raha h usko dekhnewala koi INDIA mai nahi h kya ? Ghumfir ke vahi baat !!! sabhi unche log ki soch mere ko kya para h . mere paas bahut saare paise h n !! Mukhya chij to h hi to fir fikr kis baat ki bhaiii… ye nahi malum unko bhi kis rup mai dhahega uska bhi ghar . vyakti vyakti ke uthan se hi sunder samaj ka sapna satya ho sakta h .HAMARE PURWAJO NE THIK HI KAHA H KI PROPKAR SE BADH KAR KOI DHARM NAHI . JAI MATREBHUMI . is bhumi mai janam liye h to marenge bhi . yeh to satya h par generation ko disha kese milegi yeh sabhi logo ko sochna chahie . LIC ka yek logo h ki kis tarah se dipak ko bahari hawa nahi lag jai apne haatho se dhake rakhta h . life is not bed of rosses yeh ukti to bahar se aai ….sath hi porn sites bhi . nitya waha is tarah ka prayog chal raha h kese yuwastha ko nast kiya jai…chahe usse unka ghar bhi kyu nahi tute…is khyaal se humlog sab se amir desh h ..hamara kuch nahi bigrega . unche bane rahne ki bhawan ne kis kadar inshano mai bhed kiye ja rahe h . KHANPAAN ka asar kitna gahara hota h hamare purwaj thik hi jante the . jo bhi ho INDIA IS INDIA .UNKA manviy sidhant sanatan h . JAI BHARAT